Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae, Urdu Ghazal By Hassan Imam Dard

Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Imam Dard. Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

دنیا سے عقل و فہم کے آثار مر گئے

حسن امام درد

دنیا سے عقل و فہم کے آثار مر گئے

سائے تو جی اٹھے در و دیوار مر گئے

کشتیٔ زیست پار نہ لگ پائی لے کے وہ

عقل و خرد کا ہاتھ میں پتوار مر گئے

جن کو تھا خوف موت کا اپنی حیات میں

اک بار کیا مرے وہ کئی بار مر گئے

تھا امتحان شوق کیا نقد جاں قبول

ہو کر خوشی سے ہم بڑے سرشار مر گئے

خوشبو اڑا کے لائے تھے دامان یار سے

اس مدعائے شوق کے اظہار مر گئے

جنت ملی نہ حور گیا اتقا کہاں

ملتے ہیں دردؔ ہاتھ کہ بیکار مر گئے

حسن امام درد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae

Hassan Imam Dard

duniya se aql-o-faham ke aasar mar gae
sae to ji uThe dar-o-diwar mar gae

kashti-e-zist par na lag pai le ke wo
aql-o-KHirad ka hath mein patwar mar gae

jin ko tha KHauf maut ka apni hayat mein
ek bar kya mare wo kai bar mar gae

tha imtihan-e-shauq kya naqd-e-jaan qubul
ho kar KHushi se hum baDe sarshaar mar gae

KHushbu uDa ke lae the daman-e-yar se
is muddaa-e-shauq ke izhaar mar gae

jannat mili na hur gaya ittiqa kahan
malte hain 'dard' hath ki be-kar mar gae

(1104) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae written by Hassan Imam Dard at UrduPoint. Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae is one of the masterpieces written by Hassan Imam Dard. You can also find the complete poetry collection of Hassan Imam Dard by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Imam Dard' above.

Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae is a widely read Urdu Ghazal. If you like Duniya Se Aql-o-faham Ke Aasar Mar Gae, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.