Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke, Urdu Ghazal By Hassan Naeem

Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hassan Naeem. Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گیا وہ خواب حقیقت کو روبرو کر کے

حسن نعیم

گیا وہ خواب حقیقت کو روبرو کر کے

بہت اداس ہوں میں ان سے گفتگو کر کے

ابھی نہ چھوڑ قبائے امید کا دامن

ابھی تو زخم چھپا چاک دل رفو کر کے

کرو نہ دفن کہ مقتل کا نام اونچا ہو

لٹا دو خاک پہ لاشے کو قبلہ رو کر کے

انہیں میں ماہ صفت بھی ہیں مہر آسا بھی

ملے ہیں داغ کئی ان کی آرزو کر کے

اٹھو نعیمؔ کہ باغ عدم سے ہو آئیں

وہیں گئے ہیں تپشؔ دل کو یوں لہو کر کے

حسن نعیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke

Hassan Naeem

gaya wo KHwab-e-haqiqat ko ru-ba-ru kar ke
bahut udas hun main un se guftugu kar ke

abhi na chhoD qaba-e-umid ka daman
abhi to zaKHm chhupa chaak-e-dil rafu kar ke

karo na dafn ki maqtal ka nam uncha ho
liTa do KHak pe lashe ko qibla-ru kar ke

unhin mein mah-sifat bhi hain mehr-asa bhi
mile hain dagh kai un ki aarzu kar ke

uTho 'naim' ki bagh-e-adam se ho aaen
wahin gae hain 'tapish' dil ko yun lahu kar ke

(598) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke written by Hassan Naeem at UrduPoint. Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke is one of the masterpieces written by Hassan Naeem. You can also find the complete poetry collection of Hassan Naeem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hassan Naeem' above.

Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke is a widely read Urdu Ghazal. If you like Gaya Wo KHwab-e-haqiqat Ko Ru-ba-ru Kar Ke, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.