Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai, Urdu Ghazal By Himadri Verma

Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Himadri Verma. Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ذہن میں میرے ابھی کوئی کسک باقی ہے

ہمادری ورما

ذہن میں میرے ابھی کوئی کسک باقی ہے

تجھ سے دوری کی تڑپ آج تلک باقی ہے

میری آنکھوں میں کہیں تیری چمک باقی ہے

میری بانہوں میں ترے تن کی لچک باقی ہے

وہ بہاروں کا ہو موسم یا خزاں کی رت ہو

پیار کے باغ میں ہر گل کی مہک باقی ہے

میرے کمرے میں پڑی شیشے کی کرچی میں بھی

دھندلی دھندلی سی کہیں تیری جھلک باقی ہے

جتنی رخسار کی لالی میں ہے باقی میرے

عشق میں میرے ابھی اتنی دہک باقی ہے

ہمادری ورما

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai

Himadri Verma

zehn mein mere abhi koi kasak baqi hai
tujh se duri ki taDap aaj talak baqi hai

meri aankhon mein kahin teri chamak baqi hai
meri banhon mein tere tan ki lachak baqi hai

wo bahaaron ka ho mausam ya KHizan ki rut ho
pyar ke bagh mein har gul ki mahak baqi hai

mere kamre mein paDi shishe ki kirchi mein bhi
dhundli dhundli si kahin teri jhalak baqi hai

jitni ruKHsar ki lali mein hai baqi mere
ishq mein mere abhi itni dahak baqi hai

(873) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai written by Himadri Verma at UrduPoint. Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai is one of the masterpieces written by Himadri Verma. You can also find the complete poetry collection of Himadri Verma by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Himadri Verma' above.

Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zehn Mein Mere Abhi Koi Kasak Baqi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.