Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi, Urdu Ghazal By Hina Ambareen Tariq

Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hina Ambareen Tariq. Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کبھی بہاروں کے موسموں میں جو دل کی بستی غزل سرا تھی

حنا امبرین طارق

کبھی بہاروں کے موسموں میں جو دل کی بستی غزل سرا تھی

وہیں کہیں ایک آرزو کے مچلنے کی بھی بڑی کتھا تھی

جلا کے جب ساری کشتیاں میں سمندروں کی بنی غذا تھی

اسی گھڑی تو جبین شب پر لکھی گئی میری بھی دعا تھی

بنا سہاروں کے زیست مشکل گزار آئے تو پھر یہ جانا

کہ میں ہی اپنے حسیں چمن کا زمین نم تھی شجر گھنا تھی

محبتیں بھی رفاقتیں بھی عداوتیں اور ندامتیں بھی

مرا اثاثہ میں جانتی تھی کہاں وفا تھی کہاں جفا تھی

وراثتوں کی کتاب کھولی تو نام میرا کہیں نہیں تھا

میں چپ تھی سوچا کہ اس میں شاید مرے قبیلے کی بھی رضا تھی

جلے گا دل تو دھواں اٹھے گا یہ آگ ایسے نہیں بجھے گی

نگر نگر یہ خبر پہنچتی مگر ہوا کی عجب دشا تھی

بہت پکارا تھا منزلوں نے حناؔ مجھے ان ہی راستوں سے

مگر مسلسل سفر تھا میرا کہیں نہ رکنے میں ہی بقا تھی

حنا امبرین طارق

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi

Hina Ambareen Tariq

kabhi bahaaron ke mausamon mein jo dil ki basti ghazal-sara thi
wahin kahin ek aarzu ke machalne ki bhi baDi katha thi

jala ke jab sari kashtiyan main samundaron ki bani ghiza thi
usi ghaDi to jabin-e-shab par likhi gai meri bhi dua thi

bina sahaaron ke zist mushkil guzar aae to phir ye jaana
ki main hi apne hasin chaman ka zamin-e-nam thi shajar ghana thi

mohabbaten bhi rifaqaten bhi adawaten aur nadamaten bhi
mera asasa main jaanti thi kahan wafa thi kahan jafa thi

wirasaton ki kitab kholi to nam mera kahin nahin tha
main chup thi socha ki is mein shayad mere qabile ki bhi raza thi

jalega dil to dhuan uThega ye aag aise nahin bujhegi
nagar nagar ye KHabar pahunchti magar hawa ki ajab disha thi

bahut pukara tha manzilon ne 'hina' mujhe un hi raston se
magar musalsal safar tha mera kahin na rukne mein hi baqa thi

(1098) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi written by Hina Ambareen Tariq at UrduPoint. Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi is one of the masterpieces written by Hina Ambareen Tariq. You can also find the complete poetry collection of Hina Ambareen Tariq by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hina Ambareen Tariq' above.

Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kabhi Bahaaron Ke Mausamon Mein Jo Dil Ki Basti Ghazal-sara Thi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.