Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya, Urdu Ghazal By Hira Nand Soz

Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hira Nand Soz. Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya

Hira Nand Soz

pahle to KHwab zehn mein tashkil ho gaya
phir sail-e-waqt mein kahin tahlil ho gaya

be-nur raston mein jo bhaTke hue the log
jugnu bhi un ke waste qindil ho gaya

kankar malamaton ke giraata hai misl-e-sang
mujh mein koi parind ababil ho gaya

waqt-e-tulua aaya gahan aaftab par
din chaDh raha tha raat mein tabdil ho gaya

tha jis ghani ke pas KHazina-e-ilm-o-fan
wo ahd-e-nau ke hath mein zambil ho gaya

apne gharon ke kar diye aangan lahu lahu
har shaKHs mere shahr ka qabil ho gaya

lauh-e-jabin pe waqt ne wo harf likh diye
chehra gham-e-hayat ki tafsil ho gaya

sad shukr 'soz' mere KHayalat ke liye
mera qalam wasila-e-tarsil ho gaya

(374) ووٹ وصول ہوئے

You can read Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya written by Hira Nand Soz at UrduPoint. Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya is one of the masterpieces written by Hira Nand Soz. You can also find the complete poetry collection of Hira Nand Soz by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hira Nand Soz' above.

Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle To KHwab Zehn Mein Tashkil Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.