Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par, Urdu Ghazal By Hussain Majid

Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Hussain Majid. Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

طوفاں کوئی نظر میں نہ دریا ابال پر

حسین ماجد

طوفاں کوئی نظر میں نہ دریا ابال پر

وہ کون تھے جو بہہ گئے پربت کی ڈھال پر

کرنے چلی تھی عقل جنوں سے مباحثے

پتھر کے بت میں ڈھل گئی پہلے سوال پر

میرا خیال ہے کہ اسے بھی نہیں ثبات

جاں دے رہا ہے سارا جہاں جس جمال پر

لے چل کہیں بھی آرزو لیکن زبان دے

ہرگز نہ خون روئے گی اپنے مآل پر

ایسے مکان سے تو یہاں بے مکاں بھلے

ہے انحصار جس کا محض احتمال پر

ماجدؔ خدا کے واسطے کچھ دیر کے لیے

رو لینے دے اکیلا مجھے اپنے حال پر

حسین ماجد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par

Hussain Majid

tufan koi nazar mein na dariya ubaal par
wo kaun the jo bah gae parbat ki Dhaal par

karne chali thi aql junun se mubahise
patthar ke but mein Dhal gai pahle sawal par

mera KHayal hai ki use bhi nahin sabaat
jaan de raha hai sara jahan jis jamal par

le chal kahin bhi aarzu lekin zaban de
hargiz na KHun roegi apne maal par

aise makan se to yahan be-makan bhale
hai inhisar jis ka mahz ehtimal par

'majid' KHuda ke waste kuchh der ke liye
ro lene de akela mujhe apne haal par

(661) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par written by Hussain Majid at UrduPoint. Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par is one of the masterpieces written by Hussain Majid. You can also find the complete poetry collection of Hussain Majid by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Hussain Majid' above.

Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tufan Koi Nazar Mein Na Dariya Ubaal Par, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.