Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota, Urdu Ghazal By Ibrat Bahraichi

Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ibrat Bahraichi. Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تم سا گر راہ بر نہیں ہوتا

عبرت بہرائچی

تم سا گر راہ بر نہیں ہوتا

کوئی بھی راہ پر نہیں ہوتا

راستے بھی فریب دیتے ہیں

جب کوئی ہم سفر نہیں ہوتا

اس کی یادیں جو ہم سفر ہوتیں

تو سفر طول تر نہیں ہوتا

اپنے سائے سے جو نہ ہو محروم

ایسا کوئی شجر نہیں ہوتا

ہاں میں اس کی اگر ملاتا ہاں

دار پہ میرا سر نہیں ہوتا

میں نکلتا ہوں جب سفر کے لئے

گھر میں رخت سفر نہیں ہوتا

لاکھ کرتا ہوں کوششیں عبرتؔ

غم مگر مختصر نہیں ہوتا

عبرت بہرائچی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota

Ibrat Bahraichi

tum sa gar rahbar nahin hota
koi bhi rah par nahin hota

raste bhi fareb dete hain
jab koi ham-safar nahin hota

us ki yaaden jo ham-safar hotin
to safar tul-tar nahin hota

apne sae se jo na ho mahrum
aisa koi shajar nahin hota

han main us ki agar milata han
dar pe mera sar nahin hota

main nikalta hun jab safar ke liye
ghar mein raKHt-e-safar nahin hota

lakh karta hun koshishen 'ibrat'
gham magar muKHtasar nahin hota

(555) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota written by Ibrat Bahraichi at UrduPoint. Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota is one of the masterpieces written by Ibrat Bahraichi. You can also find the complete poetry collection of Ibrat Bahraichi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ibrat Bahraichi' above.

Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tum Sa Gar Rahbar Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.