Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai, Urdu Ghazal By Iftikhar Imam Siddiqi

Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iftikhar Imam Siddiqi. Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بکھر ہی جاؤں گا میں بھی ہوا اداسی ہے

افتخار امام صدیقی

بکھر ہی جاؤں گا میں بھی ہوا اداسی ہے

فنا نصیب ہر اک سلسلہ اداسی ہے

بچھڑ نہ جائے کہیں تو سفر اندھیروں میں

ترے بغیر ہر اک راستا اداسی ہے

بتا رہا ہے جو رستہ زمیں دشاؤں کو

ہمارے گھر کا وہ روشن دیا اداسی ہے

اداس لمحوں نے کچھ اور کر دیا ہے اداس

ترے بغیر تو ساری فضا اداسی ہے

کہیں ضرور خدا کو مری ضرورت ہے

جو آ رہی ہے فلک سے صدا اداسی ہے

افتخار امام صدیقی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai

Iftikhar Imam Siddiqi

bikhar hi jaunga main bhi hawa udasi hai
fana-nasib har ek silsila udasi hai

bichhaD na jae kahin tu safar andheron mein
tere baghair har ek rasta udasi hai

bata raha hai jo rasta zamin dishaon ko
hamare ghar ka wo raushan diya udasi hai

udas lamhon ne kuchh aur kar diya hai udas
tere baghair to sari faza udasi hai

kahin zarur KHuda ko meri zarurat hai
jo aa rahi hai falak se sada udasi hai

(855) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai written by Iftikhar Imam Siddiqi at UrduPoint. Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai is one of the masterpieces written by Iftikhar Imam Siddiqi. You can also find the complete poetry collection of Iftikhar Imam Siddiqi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iftikhar Imam Siddiqi' above.

Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bikhar Hi Jaunga Main Bhi Hawa Udasi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.