Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki, Urdu Ghazal By Ikram Mujeeb

Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ikram Mujeeb. Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

موت سی خموشی جب ان لبوں پہ طاری کی

اکرام مجیب

موت سی خموشی جب ان لبوں پہ طاری کی

تب کہیں نبھا پائی رسم رازداری کی

ہم ابھی ندامت کی قید سے نہیں نکلے

کاٹتے ہیں روز و شب فصل بے قراری کی

بھول ہی نہیں سکتے اے غم جہاں تو نے

جس طرح پذیرائی عمر بھر ہماری کی

کم ذرا نہ ہونے دی ایک لفظ کی حرمت

ایک عہد کی ساری عمر پاسداری کی

سب انا پرستی کی مسندوں پہ ہیں فائز

سر کرے کڑی منزل کون خاکساری کی

پر خطر رفاقت وہ جو مفاد کے تابع

سوچ بے ثمر اپنی ذات کے پجاری کی

ایک درد کی لذت برقرار رکھنے کو

کچھ لطیف جذبوں کی خوں سے آبیاری کی

اکرام مجیب

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki

Ikram Mujeeb

maut si KHamoshi jab un labon pe tari ki
tab kahin nibha pai rasm raazdari ki

hum abhi nidamat ki qaid se nahin nikle
kaTte hain roz o shab fasl be-qarari ki

bhul hi nahin sakte ai gham-e-jahan tu ne
jis tarah pazirai umr bhar hamari ki

kam zara na hone di ek lafz ki hurmat
ek ahd ki sari umr pasdari ki

sab ana-parasti ki masnadon pe hain faez
sar kare kaDi manzil kaun KHaksari ki

pur-KHatar rifaqat wo jo mafad ke tabe
soch be-samar apni zat ke pujari ki

ek dard ki lazzat barqarar rakhne ko
kuchh latif jazbon ki KHun se aabyari ki

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki written by Ikram Mujeeb at UrduPoint. Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki is one of the masterpieces written by Ikram Mujeeb. You can also find the complete poetry collection of Ikram Mujeeb by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ikram Mujeeb' above.

Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maut Si KHamoshi Jab Un Labon Pe Tari Ki, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.