Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai, Urdu Ghazal By Imdad Hamdani

Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imdad Hamdani. Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو نرم لہجے میں بات کرنا سکھا گیا ہے

امداد ہمدانی

جو نرم لہجے میں بات کرنا سکھا گیا ہے

وہ شخص امدادؔ مجھ کو کندن بنا گیا ہے

محبتوں کے نگر سے آیا تھا جو پیامی

گرا کے دیوار نفرتوں کی چلا گیا ہے

میں وہ مسافر ہوں جس کا کوئی نہیں ٹھکانا

یہ نارسائی کا زخم مجھ کو رلا گیا ہے

مصالحت کا پڑھا ہے جب سے نصاب میں نے

سلیقہ دنیا میں زندہ رہنے کا آ گیا ہے

یہاں کے کربل میں کوئی تشنہ دہن نہیں ہے

وہ فوج نہر فرات پر کیوں بٹھا گیا ہے

میں اس مسافر کو یاد کر کے مطمئن ہوں

جو ڈھیر ساری دعائیں دے کے چلا گیا ہے

امداد ہمدانی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai

Imdad Hamdani

jo narm lahje mein baat karna sikha gaya hai
wo shaKHs 'imdad' mujh ko kundan bana gaya hai

mohabbaton ke nagar se aaya tha jo payami
gira ke diwar nafraton ki chala gaya hai

main wo musafir hun jis ka koi nahin Thikana
ye na-rasai ka zaKHm mujh ko rula gaya hai

musalahat ka paDha hai jab se nisab main ne
saliqa duniya mein zinda rahne ka aa gaya hai

yahan ke karbal mein koi tishna-dahan nahin hai
wo fauj nahr-e-furaat par kyun biTha gaya hai

main us musafir ko yaad kar ke mutmain hun
jo Dher sari duaen de ke chala gaya hai

(764) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai written by Imdad Hamdani at UrduPoint. Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai is one of the masterpieces written by Imdad Hamdani. You can also find the complete poetry collection of Imdad Hamdani by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imdad Hamdani' above.

Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Narm Lahje Mein Baat Karna Sikha Gaya Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.