TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua, Urdu Ghazal By Imtiyaz Saghar

TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Imtiyaz Saghar. TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ٹوٹ کر اور بھی گداز ہوا

امتیاز ساغر

ٹوٹ کر اور بھی گداز ہوا

دل ہمارا نوائے ساز ہوا

آنکھ جھپکی کہ آئنہ ٹوٹا

ہجر کا سلسلہ دراز ہوا

تیرے پردے میں اپنی خواہش کی

میں کہاں خود سے بے نیاز ہوا

کثرت ورد اسم اعظم سے

منکشف دل پہ حرف راز ہوا

دھوپ اوڑھے رہا بدن برسوں

تب کہیں جا کے امتیاز ہوا

امتیاز ساغر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua

Imtiyaz Saghar

TuT kar aur bhi gudaz hua
dil hamara nawa-e-saz hua

aankh jhapki ki aaina TuTa
hijr ka silsila daraaz hua

tere parde mein apni KHwahish ki
main kahan KHud se be-niyaz hua

kasrat-e-wird-e-ism-e-azam se
munkashif dil pe harf-e-raaz hua

dhup oDhe raha badan barson
tab kahin ja ke imtiyaz hua

(400) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua written by Imtiyaz Saghar at UrduPoint. TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua is one of the masterpieces written by Imtiyaz Saghar. You can also find the complete poetry collection of Imtiyaz Saghar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Imtiyaz Saghar' above.

TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua is a widely read Urdu Ghazal. If you like TuT Kar Aur Bhi Gudaz Hua, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.