Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse, Urdu Ghazal By Inam Sharar Ayyubi

Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Sharar Ayyubi. Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اپنے پندار کو کھویا نہیں جاتا مجھ سے

انعام شرر ایوبی

اپنے پندار کو کھویا نہیں جاتا مجھ سے

میں جو چاہوں بھی تو رویا نہیں جاتا مجھ سے

مبتلا ہو مرا ہمسایہ کسی غم میں اگر

جاگتا رہتا ہوں سویا نہیں جاتا مجھ سے

حادثوں میں بھی رہی ہے مرے ہونٹوں پہ ہنسی

غم کو خوشیوں میں سمویا نہیں جاتا مجھ سے

قصۂ ظلم میں کیسے لکھوں کب تک لکھوں

اب قلم خوں میں ڈبویا نہیں جاتا مجھ سے

ایک جگنو بھی تو سجتا نہیں پلکوں پہ شررؔ

ایک موتی بھی پرویا نہیں جاتا مجھ سے

انعام شرر ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse

Inam Sharar Ayyubi

apne pindar ko khoya nahin jata mujh se
main jo chahun bhi to roya nahin jata mujh se

mubtala ho mera ham-saya kisi gham mein agar
jagta rahta hun soya nahin jata mujh se

hadson mein bhi rahi hai mere honTon pe hansi
gham ko KHushiyon mein samoya nahin jata mujh se

qissa-e-zulm mein kaise likhun kab tak likkhun
ab qalam KHun mein Duboya nahin jata mujh se

ek jugnu bhi to sajta nahin palkon pe 'sharar'
ek moti bhi piroya nahin jata mujh se

(804) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse written by Inam Sharar Ayyubi at UrduPoint. Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse is one of the masterpieces written by Inam Sharar Ayyubi. You can also find the complete poetry collection of Inam Sharar Ayyubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Sharar Ayyubi' above.

Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse is a widely read Urdu Ghazal. If you like Apne Pindar Ko Khoya Nahin Jata Mujhse, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.