KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe, Urdu Ghazal By Inam Sharar Ayyubi

KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inam Sharar Ayyubi. KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

خرد سے ہوش سے بیگانہ کر دیا ہے مجھے

انعام شرر ایوبی

خرد سے ہوش سے بیگانہ کر دیا ہے مجھے

ترے جمال نے دیوانہ کر دیا ہے مجھے

مرا نصیب مری جستجو کرم اس کا

طلب سے پہلے عطا دانہ کر دیا ہے مجھے

میں فطرتاً بہت آزاد تھا مگر اس نے

اسیر بام و در خانہ کر دیا ہے مجھے

ہمیشہ خود رہا قائم حقیقتیں بن کر

میں بند ٹھہرا سو افسانہ کر دیا ہے مجھے

شررؔ بنا دیا شبنم میں پرورش کر کے

جو اس نے چاہا تو کیا کیا نہ کر ہے مجھے

انعام شرر ایوبی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe

Inam Sharar Ayyubi

KHirad se hosh se begana kar diya hai mujhe
tere jamal ne diwana kar diya hai mujhe

mera nasib meri justuju karam us ka
talab se pahle ata dana kar diya hai mujhe

main fitratan bahut aazad tha magar us ne
asir-e-baam-o-dar-e-KHana kar diya hai mujhe

hamesha KHud raha qaem haqiqaten ban kar
main band Thahra so afsana kar diya hai mujhe

'sharar' bana diya shabnam mein parwarish kar ke
jo us ne chaha to kya kya na kar hai mujhe

(652) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe written by Inam Sharar Ayyubi at UrduPoint. KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe is one of the masterpieces written by Inam Sharar Ayyubi. You can also find the complete poetry collection of Inam Sharar Ayyubi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inam Sharar Ayyubi' above.

KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like KHirad Se Hosh Se Begana Kar Diya Hai Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.