Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کار دیں اس بت کے ہاتھوں ہائے ابتر ہو گیا

انعام اللہ خاں یقین

کار دیں اس بت کے ہاتھوں ہائے ابتر ہو گیا

جس مسلماں نے اسے دیکھا وہ کافر ہو گیا

دلبروں کے نقش پا میں ہے صدف کا سا اثر

جو مرا آنسو گرا اس میں سو گوہر ہو گیا

کیا بدن ہوگا کہ جس کے کھولتے جامہ کا بند

برگ گل کی طرح ہر ناخن معطر ہو گیا

آنکھ سے نکلے پہ آنسو کا خدا حافظ یقیںؔ

گھر سے جو باہر گیا لڑکا سو ابتر ہو گیا

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya

Inamullah Khan Yaqeen

kar-e-din us but ke hathon hae abtar ho gaya
jis musalman ne use dekha wo kafar ho gaya

dilbaron ke naqsh-e-pa mein hai sadaf ka sa asar
jo mera aansu gira us mein so gauhar ho gaya

kya badan hoga ki jis ke kholte jame ka band
barg-e-gul ki tarah har naKHun moattar ho gaya

aankh se nikle pa aansu ka KHuda hafiz 'yaqin'
ghar se jo bahar gaya laDka so abtar ho gaya

(443) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kar-e-din Us But Ke Hathon Hae Abtar Ho Gaya, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.