Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کوئی میداں نہ جیتا عشق کا فرہاد کے آگے

انعام اللہ خاں یقین

کوئی میداں نہ جیتا عشق کا فرہاد کے آگے

کسو نے دم نہ مارا تیشۂ فولاد کے آگے

گئے دوڑے نہ آخر حضرت یعقوب کنعاں سے

زمیں ناپے پدر بھی حسن مادر زاد کے آگے

اکیلا کیونکہ لگتا بستیوں میں دل بچارے کا

نہ ہوتا نقش شیریں کا اگر فرہاد کے آگے

اگر دھڑکا ہو جنت میں تو بد تر ہے جہنم سے

ہمیں گل خار سا لگتا ہے اس صیاد کے آگے

یقیںؔ اس قد کے آگے اس طرح سے سرو رسوا ہے

درختان بیابانی ہیں جوں شمشاد کے آگے

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage

Inamullah Khan Yaqeen

koi maidan na jita ishq ka farhad ke aage
kasu ne dam na mara tesha-e-faulad ke aage

gae dauDe na aaKHir hazrat-e-yaqub kanan se
zamin nape pidar bhi husn-e-madar-zad ke aage

akela kyunki lagta bastiyon mein dil bichaare ka
na hota naqsh shirin ka agar farhad ke aage

agar dhaDka ho jannat mein to bad-tar hai jahannum se
hamein gul KHar sa lagta hai us sayyaad ke aage

'yaqin' us qad ke aage is tarah se sarw ruswa hai
daraKHtan-e-bayabani hain jun shamshad ke aage

(395) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage is a widely read Urdu Ghazal. If you like Koi Maidan Na Jita Ishq Ka Farhad Ke Aage, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.