Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan, Urdu Ghazal By Inamullah Khan Yaqeen

Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inamullah Khan Yaqeen. Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مصر میں حسن کی وہ گرمئ بازار کہاں

انعام اللہ خاں یقین

مصر میں حسن کی وہ گرمئ بازار کہاں

جنس تو ہے پہ زلیخا سا خریدار کہاں

فیض ہوتا ہے مکیں پر نہ مکاں پر نازل

ہے وہی طور ولے شعلۂ دیدار کہاں

عیش و راحت کے تلاشی ہیں یہ سارے بے درد

ایک ہم کو ہے یہی فکر کہ آزار کہاں

عشق اگر کیجئے دل کیجئے کس سے خالی

درد و غم کم نہیں اس دور میں غمخوار کہاں

قیدی اس سلسلۂ زلف کے اب کم ہیں یقیںؔ

ہیں دل آزار بہت جان گرفتار کہاں

انعام اللہ خاں یقین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan

Inamullah Khan Yaqeen

misr mein husn ki wo garmi-e-bazar kahan
jins to hai pe zuleKHa sa KHaridar kahan

faiz hota hai makin par na makan par nazil
hai wahi tur wale shola-e-didar kahan

aish o rahat ke talashi hain ye sare bedard
ek hum ko hai yahi fikr ki aazar kahan

ishq agar kijiye dil kijiye kis se KHali
dard o gham kam nahin is daur mein gham-KHwar kahan

qaidi us silsila-e-zulf ke ab kam hain 'yaqin'
hain dil-azar bahut jaan-giraftar kahan

(435) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan written by Inamullah Khan Yaqeen at UrduPoint. Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan is one of the masterpieces written by Inamullah Khan Yaqeen. You can also find the complete poetry collection of Inamullah Khan Yaqeen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inamullah Khan Yaqeen' above.

Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan is a widely read Urdu Ghazal. If you like Misr Mein Husn Ki Wo Garmi-e-bazar Kahan, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.