Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein, Urdu Ghazal By Inayat Ali Khan

Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Inayat Ali Khan. Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہم ان کو لائے راہ پر مذاق ہی مذاق میں

عنایت علی خاں

ہم ان کو لائے راہ پر مذاق ہی مذاق میں

بنے پھر ان کے ہم سفر مذاق ہی مذاق میں

پڑے رہے پھر ان کے گھر مذاق ہی مذاق میں

مزے سے ہو گئی بسر مذاق ہی مذاق میں

ہوا ہے جدے میں جو اک مزاحیہ مشاعرہ

ہم آ گئے خدا کے گھر مذاق ہی مذاق میں

لطیفہ گوئی کا جو رات چل پڑا تھا سلسلہ

ابل پڑے کئی گٹر مذاق ہی مذاق میں

اٹھو کہ اب نماز فجر کے لیے وضو کریں

کہ رات تو گئی گزر مذاق ہی مذاق میں

یہاں عنایتؔ آپ کو مشاعروں کی داد نے

چڑھا دیا ہے بانس پر مذاق ہی مذاق میں

عنایت علی خاں

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein

Inayat Ali Khan

hum un ko lae rah par mazaq hi mazaq mein
bane phir un ke ham-safar mazaq hi mazaq mein

paDe rahe phir un ke ghar mazaq hi mazaq mein
maze se ho gai basar mazaq hi mazaq mein

hua hai jadde mein jo ek mazahiya mushaera
hum aa gae KHuda ke ghar mazaq hi mazaq mein

latifa-goi ka jo raat chal paDa tha silsila
ubal paDe kai gutter mazaq hi mazaq mein

uTho ki ab namaz-e-fazr ke liye wuzu karen
ki raat to gai guzar mazaq hi mazaq mein

yahan 'inayat' aap ko mushaeron ki dad ne
chaDha diya hai bans par mazaq hi mazaq mein

(805) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein written by Inayat Ali Khan at UrduPoint. Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein is one of the masterpieces written by Inayat Ali Khan. You can also find the complete poetry collection of Inayat Ali Khan by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Inayat Ali Khan' above.

Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hum Un Ko Lae Rah Par Mazaq Hi Mazaq Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.