Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La, Urdu Ghazal By Insha Allah Khan Insha

Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Insha Allah Khan Insha. Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جگر کی آگ بجھے جس سے جلد وہ شے لا

انشا اللہ خاں انشا

جگر کی آگ بجھے جس سے جلد وہ شے لا

لگا کے برف میں ساقی صراحی مے لا

قدم کو ہاتھ لگاتا ہوں اٹھ کہیں گھر چل

خدا کے واسطے اتنے تو پاؤں مت پھیلا

نکل کے وادئ وحشت سے دیکھ اے مجنوں

کہ کیسی دھوم سے آتا ہے ناقۂ لیلیٰ

گرا جو ہاتھ سے فرہاد کے کہیں تیشہ

درون کوہ سے نکلی صدائے واویلا

نزاکت اس گل رعنا کی دیکھیو انشاؔ

نسیم صبح جو چھو جائے رنگ ہو میلا

انشا اللہ خاں انشا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La

Insha Allah Khan Insha

jigar ki aag bujhe jis se jald wo shai la
laga ke barf mein saqi surahi-e-mai la

qadam ko hath lagata hun uTh kahin ghar chal
KHuda ke waste itne to panw mat phaila

nikal ke wadi-e-wahshat se dekh ai majnun
ki kaisi dhum se aata hai naqa-e-laila

gira jo hath se farhad ke kahin tesha
darun-e-koh se nikli sada-e-wawaila

nazakat is gul-e-rana ki dekhiyo 'insha'
nasim-e-subh jo chhu jae rang ho maila

(424) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La written by Insha Allah Khan Insha at UrduPoint. Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La is one of the masterpieces written by Insha Allah Khan Insha. You can also find the complete poetry collection of Insha Allah Khan Insha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Insha Allah Khan Insha' above.

Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jigar Ki Aag Bujhe Jis Se Jald Wo Shai La, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.