Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai, Urdu Ghazal By Insha Allah Khan Insha

Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Insha Allah Khan Insha. Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صاحب کے ہرزہ پن سے ہر ایک کو گلہ ہے

انشا اللہ خاں انشا

صاحب کے ہرزہ پن سے ہر ایک کو گلہ ہے

میں جو نباہتا ہوں میرا ہے حوصلہ ہے

چودہ یہ خانوادے ہیں چار پیر تن میں

چشتیہ سب سے اچھے یہ زور سلسلہ ہے

پھر کچھ گئے ہوؤں کی مطلق خبر نہ پائے

کیا جانیے کدھر کو جاتا یہ قافلہ ہے

بار گراں اٹھانا کس واسطے عزیزو

ہستی سے کچھ عدم تک تھوڑا ہی فاصلہ ہے

دے گالیاں ہزاروں سن مطلع اس غزل کا

کہنے لگے کہ انشاؔ اس کا یہ صلہ ہے

انشا اللہ خاں انشا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai

Insha Allah Khan Insha

sahab ke harza-pan se har ek ko gila hai
main jo nibahta hun mera hai hausla hai

chaudah ye KHanwade hain chaar pir-tan mein
chishtiyya sab se achchhe ye zor silsila hai

phir kuchh gae huon ki mutlaq KHabar na pae
kya jaaniye kidhar ko jata ye qafila hai

bar-e-garan uThana kis waste azizo
hasti se kuchh adam tak thoDa hi fasla hai

de galiyan hazaron sun matla is ghazal ka
kahne lage ki 'insha' is ka ye sila hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai written by Insha Allah Khan Insha at UrduPoint. Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai is one of the masterpieces written by Insha Allah Khan Insha. You can also find the complete poetry collection of Insha Allah Khan Insha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Insha Allah Khan Insha' above.

Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sahab Ke Harza-pan Se Har Ek Ko Gila Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.