Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere, Urdu Ghazal By Insha Allah Khan Insha

Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Insha Allah Khan Insha. Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

تب سے عاشق ہیں ہم اے طفل پری وش تیرے

انشا اللہ خاں انشا

تب سے عاشق ہیں ہم اے طفل پری وش تیرے

جب سے مکتب میں تو کہتا تھا الف بے تے ثے

یاد آتا ہے وہ حرفوں کا اٹھانا اب تک

جیم کے پیٹ میں ایک نکتہ ہے اور خالی حے

حے کی پر شکل حواصل کی سی آتی ہے نظر

نقطہ اس پر جو لگا خے ہوا یہ واہ بے خے

دال بھی چھوٹی بہن اس کی ہے جوں آتوجے

ایک پرکالہ سا بیٹا بھی ہے گھر میں ان کے

رے بھی خالی ہے اور زے پہ ہے وہ نکتہ ایک

کہ مشابہ ہے جو تل سے مری رخسارے کے

سین خالی ہے بڑی شین پہ ہیں نقطہ تین

صاد اور ضاد میں بس فرق ہے اک نقطے سے

طوے بن طرہ ہے اور ظوے پر اک نقطہ پھر

عین بے عیب ہے اور کانے میاں غین ہوے

فے پہ اک نقطہ ہے اور قاف پہ ہیں نقطہ دو

کاف بھی خالی ہے اور لام بھی خالی، یہ لے

میم بھی یوں ہی ہے اور نون کے اندر نقطہ

مفلسا بیگ ہے یہ واؤ بھی اور چھوٹی ہے

کیا خلیفہ جی یہ ہے ہے ہے نہیں سے نکلے

آگے چھٹی دو اے لو لام الف ہمزہ یے

گالیاں تیری ہی سنتا ہے اب انشاؔ ورنہ

کس کی طاقت ہے الف سے جو کہے اس کو بے

انشا اللہ خاں انشا

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere

Insha Allah Khan Insha

tab se aashiq hain hum ai tifl-e-pari-wash tere
jab se maktab mein tu kahta tha alif be te se

yaad aata hai wo harfon ka uThana ab tak
jim ke peT mein ek nukta hai aur KHali he

he ki par shakl hawasil ki si aati hai nazar
nuqta is par jo laga KHe hua ye wah be KHe

dal bhi chhoTi bahan us ki hai jun aatuje
ek parkala sa beTa bhi hai ghar mein un ke

re bhi KHali hai aur ze pe hai wo nukta ek
ki mushabah hai jo til se meri ruKHsare ke

scene KHali hai baDi shin pe hain nuqta tin
sad aur zad mein bas farq hai ek nuqte se

toe bin turra hai aur zoe par ek nuqta phir
ain be-aib hai aur kane miyan ghain hue

fe pe ek nuqta hai aur qaf pe hain nuqta do
kaf bhi KHali hai aur lam bhi KHali, ye le

mim bhi yun hi hai aur nun ke andar nuqta
muflisa beg hai ye waw bhi aur chhoTi he

kya KHalifa ji ye hai hai hai nahin se nikle
aage chhuTTi do ai lo lam alif hamza ye

galiyan teri hi sunta hai ab 'insha' warna
kis ki taqat hai alif se jo kahe us ko be

(474) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere written by Insha Allah Khan Insha at UrduPoint. Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere is one of the masterpieces written by Insha Allah Khan Insha. You can also find the complete poetry collection of Insha Allah Khan Insha by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Insha Allah Khan Insha' above.

Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere is a widely read Urdu Ghazal. If you like Tab Se Aashiq Hain Hum Ai Tifl-e-pari-wash Tere, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.