GhaDi Mein Aks-e-insan, Urdu Nazam By Intikhab Alam

GhaDi Mein Aks-e-insan is a famous Urdu Nazam written by a famous poet, Intikhab Alam. GhaDi Mein Aks-e-insan comes under the Love, Sad category of Urdu Nazam. You can read GhaDi Mein Aks-e-insan on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

گھڑی میں عکس انساں

انتخاب عالم

گھر کی بیٹھک میں اک میز پر

اک پرانی گھڑی

صبح سے شام تک

شام سے صبح تک

اور پھر اس طرح

صبح سے شام تک

شام سے صبح تک

وقت کے دائرے میں مسلسل کئی سال سے

کر رہی ہے سفر

منزل انتہا سے بہت دور ہے آج تک وہ مگر

اصل میں اس کی منزل نہیں ہے کوئی

آج میں دیر تک غور سے اس کو تکتا رہا

اور اس میں مجھے عکس‌ انساں دکھائی دیا

انتخاب عالم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

GhaDi Mein Aks-e-insan

Intikhab Alam

ghar ki baiThak mein ek mez par
ek purani ghaDi
subh se sham tak
sham se subh tak
aur phir is tarah
subh se sham tak
sham se subh tak
waqt ke daere mein musalsal kai sal se
kar rahi hai safar
manzil-e-intiha se bahut dur hai aaj tak wo magar
asl mein us ki manzil nahin hai koi
aaj main der tak ghaur se us ko takta raha
aur us mein mujhe aks-e-insan dikhai diya

(568) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read GhaDi Mein Aks-e-insan written by Intikhab Alam at UrduPoint. GhaDi Mein Aks-e-insan is one of the masterpieces written by Intikhab Alam. You can also find the complete poetry collection of Intikhab Alam by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Intikhab Alam' above.

GhaDi Mein Aks-e-insan is a widely read Urdu Nazam. If you like GhaDi Mein Aks-e-insan, you will also like to read other famous Urdu Nazam.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.