Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

فرار پا نہ سکا کوئی راستہ مجھ سے

اقبال اشہر قریشی

فرار پا نہ سکا کوئی راستہ مجھ سے

ہزار بار مرا سامنا ہوا مجھ سے

درخت ہاتھ ہلاتے تھے رہنمائی کو

مسافروں نے تو کچھ بھی نہیں کہا مجھ سے

یہ بے ہنر بھی نہیں ساتھ بھی نہیں دیتے

نہ جانے ہے مرے ہاتھوں کو بیر کیا مجھ سے

میں لوٹنے کے تصور سے خوف کھاتا ہوں

لپٹ نہ جائیں کہیں میرے نقش پا مجھ سے

ہزار بار جنم بھی لیا تو کیا اشہرؔ

مرا وجود بچھڑتا چلا گیا مجھ سے

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse

Iqbal Ashhar Quraishi

farar pa na saka koi rasta mujh se
hazar bar mera samna hua mujh se

daraKHt hath hilate the rahnumai ko
musafiron ne to kuchh bhi nahin kaha mujh se

ye be-hunar bhi nahin sath bhi nahin dete
na jaane hai mere hathon ko bair kya mujh se

main lauTne ke tasawwur se KHauf khata hun
lipaT na jaen kahin mere naqsh-e-pa mujh se

hazar bar janam bhi liya to kya 'ashhar'
mera wajud bichhaDta chala gaya mujh se

(392) ووٹ وصول ہوئے

You can read Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse is a widely read Urdu Ghazal. If you like Farar Pa Na Saka Koi Rasta Mujhse, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.