Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin, Urdu Ghazal By Iqbal Ashhar Quraishi

Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Ashhar Quraishi. Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عجب نقوش ہیں چہرہ تو ایسا تھا ہی نہیں

اقبال اشہر قریشی

عجب نقوش ہیں چہرہ تو ایسا تھا ہی نہیں

یہ میرا عکس نہیں ہے کہ آئینہ ہی نہیں

لکھوں وہ بات کہ شدت سے ہو تجھے محسوس

مرے قلم میں شب ہجر کی سیاہی نہیں

پھرا رہا ہے زمانے سے راستوں کا طلسم

غریب شہر ابھی معتبر ہوا ہی نہیں

کھرچ لے ذہن سے سارے تأثرات کہ اب

تری بہار کا موسم تو آئے گا ہی نہیں

ہزار قرب کی خوشبو نے بات کی اشہرؔ

وہ کیا سفر تھا مسافر تو کچھ کھلا ہی نہیں

اقبال اشہر قریشی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin

Iqbal Ashhar Quraishi

ajab nuqush hain chehra to aisa tha hi nahin
ye mera aks nahin hai ki aaina hi nahin

likhun wo baat ki shiddat se ho tujhe mahsus
mere qalam mein shab-e-hijr ki siyahi nahin

phira raha hai zamane se raston ka tilism
gharib-e-shahr abhi mo'atabar hua hi nahin

khurach le zehn se sare tassuraat ki ab
teri bahaar ka mausam to aaega hi nahin

hazar qurb ki KHushbu ne baat ki 'ashhar'
wo kya safar tha musafir to kuchh khula hi nahin

(442) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin written by Iqbal Ashhar Quraishi at UrduPoint. Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin is one of the masterpieces written by Iqbal Ashhar Quraishi. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Ashhar Quraishi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Ashhar Quraishi' above.

Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ajab Nuqush Hain Chehra To Aisa Tha Hi Nahin, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.