Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se, Urdu Ghazal By Iqbal Hussain Rizvi Iqbal

Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Hussain Rizvi Iqbal. Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se comes under the Love, Sad, Heart Broken category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر جن کی الجھ جاتی ہے ان کی زلف پیچاں سے

اقبال حسین رضوی اقبال

نظر جن کی الجھ جاتی ہے ان کی زلف پیچاں سے

وہی بڑھ کر لپٹ جاتے ہیں اکثر موج طوفاں سے

اگر شرما رہا ہے مہر تاباں حسن جاناں سے

شفق بھی تو خجل ہے سرخی خون شہیداں سے

مرے جوش جنوں کو چھیڑتا ہے کس لئے ہمدم

اٹھیں گی آندھیاں لاکھوں اشارے ہیں بیاباں سے

ڈبو کر دیکھ کشتی تمنا بحر ہستی میں

ابھر آئے گا خود ساحل کسی نوخیز طوفاں سے

مجھے مرنا مبارک بس تمنا ہے تو اتنی ہے

بجھا دیں وہ چراغ زندگی خود اپنے داماں سے

سنبھل کر رہروان راہ الفت سخت منزل ہے

صدائیں آ رہی ہیں آج تک گور غریباں سے

ہجوم یاس ہی اقبالؔ تمہید مسرت ہے

خوشی کا باب کھلتا تو ہے لیکن غم کے عنواں سے

اقبال حسین رضوی اقبال

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se

Iqbal Hussain Rizvi Iqbal

nazar jin ki ulajh jati hai un ki zulf-e-pechan se
wahi baDh kar lipaT jate hain aksar mauj-e-tufan se

agar sharma raha hai mehr-e-taban husn-e-jaanan se
shafaq bhi to KHajil hai surKHi-e-KHun-e-shahidan se

mere josh-e-junun ko chheDta hai kis liye hamdam
uThengi aandhiyan lakhon ishaare hain bayaban se

Dubo kar dekh kashti-e-tamanna bahr-e-hasti mein
ubhar aaega KHud sahil kisi nau-KHez tufan se

mujhe marna mubarak bas tamanna hai to itni hai
bujha den wo charagh-e-zindagi KHud apne daman se

sambhal kar rahrawan-e-rah-e-ulfat saKHt manzil hai
sadaen aa rahi hain aaj tak gor-e-ghariban se

hujum-e-yas hi 'iqbaal' tamhid-e-masarrat hai
KHushi ka bab khulta to hai lekin gham ke unwan se

(1482) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se written by Iqbal Hussain Rizvi Iqbal at UrduPoint. Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se is one of the masterpieces written by Iqbal Hussain Rizvi Iqbal. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Hussain Rizvi Iqbal by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Hussain Rizvi Iqbal' above.

Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Jin Ki Ulajh Jati Hai Unki Zulf-e-pechan Se, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.