Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Jahan Qadeer

Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Jahan Qadeer. Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اک یاد جو ماضی کی مرے دل میں بسی ہے

اقبال جہاں قدیر

اک یاد جو ماضی کی مرے دل میں بسی ہے

سائے کی طرح میرے تعاقب میں لگی ہے

یہ سلسلۂ بحر کہیں ٹوٹ نہ جائے

آگے تو فقط پیاس ہے اور تشنہ لبی ہے

افسانے کا عنوان ابھی تک ہے ادھورا

محفل ہے سجی صاحب محفل کی کمی ہے

تعریف یہی ہے مرے انداز سخن کی

مہکے ہوئے الفاظ کی اک شکل گری ہے

یہ صاف نہ ہوگی کبھی اشکوں کی لڑی ہے

جو گرد زمانے کی کتابوں پہ جمی ہے

وہ دیکھیے تھم تھم کے برسنے پہ ہے مائل

شرمندہ مرے اشک سے ساون کی جھڑی ہے

کیا ہو گیا تجھ کو مرے احساس کی دنیا

بجھتے ہوئے شعلوں سے تپش مانگ رہی ہے

ہر روح میں اقبالؔ ہے اک رنگ لطافت

انسان کی تعمیر تو مٹی سے ہوئی ہے

اقبال جہاں قدیر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai

Iqbal Jahan Qadeer

ek yaad jo mazi ki mere dil mein basi hai
sae ki tarah mere taaqub mein lagi hai

ye silsila-e-bahr kahin TuT na jae
aage to faqat pyas hai aur tishna-labi hai

afsane ka unwan abhi tak hai adhura
mahfil hai saji sahab-e-mahfil ki kami hai

tarif yahi hai mere andaz-e-suKHan ki
mahke hue alfaz ki ek shakl-gari hai

ye saf na hogi kabhi ashkon ki laDi hai
jo gard zamane ki kitabon pe jami hai

wo dekhiye tham tham ke barasne pe hai mail
sharminda mere ashk se sawan ki jhaDi hai

kya ho gaya tujh ko mere ehsas ki duniya
bujhte hue shoalon se tapish mang rahi hai

har ruh mein 'iqbaal' hai ek rang-e-latafat
insan ki tamir to miTTi se hui hai

(418) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai written by Iqbal Jahan Qadeer at UrduPoint. Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Jahan Qadeer. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Jahan Qadeer by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Jahan Qadeer' above.

Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ek Yaad Jo Mazi Ki Mere Dil Mein Basi Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.