Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai, Urdu Ghazal By Iqbal Khalish

Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Khalish. Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

وہ ہوا پر سوار ہے سو ہے

اقبال خلش

وہ ہوا پر سوار ہے سو ہے

کبر اس کا مدار ہے سو ہے

خود نمائی شعار ہے سو ہے

آدمی اشتہار ہے سو ہے

رائیگاں ہے مرا خلوص وفا

وہ انا کا شکار ہے سو ہے

لاکھ منت کرے سکھی حاتم

بھیک سے ہم کو عار ہے سو ہے

فقر و فاقہ نہیں ہے مجبوری

یہ ہمارا شعار ہے سو ہے

بار احساں اتارئیے کیسے

نقد جاں مستعار ہے سو ہے

دیکھیے موج کی پشیمانی

ڈوب کر بھی وہ پار ہے سو ہے

یہ سمندر ہے علم و دانش کا

بے کراں بے کنار ہے سو ہے

اقبال خلش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai

Iqbal Khalish

wo hawa par sawar hai so hai
kibr us ka madar hai so hai

KHud-numai shiar hai so hai
aadmi ishtihaar hai so hai

raegan hai mera KHulus-e-wafa
wo ana ka shikar hai so hai

lakh minnat kare sakhi hatim
bhik se hum ko aar hai so hai

faqr-o-faqa nahin hai majburi
ye hamara shiar hai so hai

bar-e-ehsan utariye kaise
naqd-e-jaan mustaar hai so hai

dekhiye mauj ki pashemani
Dub kar bhi wo par hai so hai

ye samundar hai ilm-o-danish ka
be-karan be-kanar hai so hai

(463) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai written by Iqbal Khalish at UrduPoint. Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai is one of the masterpieces written by Iqbal Khalish. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Khalish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Khalish' above.

Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Wo Hawa Par Sawar Hai So Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.