Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Khalish

Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Khalish. Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مآل احتساب یہ کہ ہم بڑے خراب ہیں

اقبال خلش

مآل احتساب یہ کہ ہم بڑے خراب ہیں

کسی پہ طنز کیا کریں کہ خود ہی آب آب ہیں

بصیرتوں کے ارتقا کی انتہا ہے آگہی

مری نظر سے دیکھیے تو خواہشیں سراب ہیں

کسی کا درد دیکھ کر تڑپ گئے تو رو دئیے

شعار درد مند کو بصارتیں عذاب ہیں

بہ اعتبار علم جن کی حیثیت فقیر سی

بہ اعتبار مال و زر وہ صاحب نصاب ہیں

خرد تمام مسئلوں کا حل جنوں سے پوچھتی

جواب ایک چاہئے سوال بے حساب ہیں

ہمارے بعد کسمپرسیٔ غزل کا دور ہے

ہمیں تو خیر چند قارئین دستیاب ہیں

اقبال خلش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain

Iqbal Khalish

maal-e-ehtisab ye ki hum baDe KHarab hain
kisi pe tanz kya karen ki KHud hi aab aab hain

basiraton ke irtiqa ki intiha hai aagahi
meri nazar se dekhiye to KHwahishen sarab hain

kisi ka dard dekh kar taDap gae to ro diye
shiar-e-dard-mand ko basarten azab hain

ba-e'tibar-e-ilm jin ki haisiyat faqir si
ba-e'tibar mal-o-zar wo sahab-e-nisab hain

KHirad tamam masalon ka hal junun se puchhti
jawab ek chahiye sawal be-hisab hain

hamare baad kasmapursi-e-ghazal ka daur hai
hamein to KHair chand qarin dastiyab hain

(325) ووٹ وصول ہوئے

You can read Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain written by Iqbal Khalish at UrduPoint. Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Khalish. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Khalish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Khalish' above.

Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Maal-e-ehtisab Ye Ki Hum BaDe KHarab Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.