Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah, Urdu Ghazal By Iqbal Khalish

Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Khalish. Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہر لفظ ہے نوشتۂ دیوار کی طرح

اقبال خلش

ہر لفظ ہے نوشتۂ دیوار کی طرح

سچ بولتا ہے وہ مرے اشعار کی طرح

ماں ہے عظیم نور کے مینار کی طرح

غصہ تو کر رہی ہے مگر پیار کی طرح

گر سوچئے مہاجر و انصار کی طرح

جذبہ نہیں ہے جذبۂ ایثار کی طرح

دنیا سے پیش آئیے بیزار کی طرح

پیچھے پھرا کرے گی طلب گار کی طرح

خوشبوئے دوستاں تو ہوا پر سوار ہے

چلنا پڑے گا وقت کی رفتار کی طرح

رشتے ہوئے مفاد پرستی میں مبتلا

گھر ہو گیا ہے کوچۂ بازار کی طرح

کاسہ ہے اس امیر کی قسمت میں اے خلشؔ

جھکتا نہیں جو شاخ ثمر دار کی طرح

اقبال خلش

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah

Iqbal Khalish

har lafz hai nawishta-e-diwar ki tarah
sach bolta hai wo mere ashaar ki tarah

man hai azim nur ke minar ki tarah
ghussa tu kar rahi hai magar pyar ki tarah

gar sochiye muhajir-o-ansar ki tarah
jazba nahin hai jazba-e-isar ki tarah

duniya se pesh aaiye bezar ki tarah
pichhe phira karegi talabgar ki tarah

KHushbu-e-dostan to hawa par sawar hai
chalna paDega waqt ki raftar ki tarah

rishte hue mafad parasti mein mubtala
ghar ho gaya hai kucha-e-bazar ki tarah

kasa hai is amir ki qismat mein ai 'KHalish'
jhukta nahin jo shaKH-e-samar-dar ki tarah

(437) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah written by Iqbal Khalish at UrduPoint. Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah is one of the masterpieces written by Iqbal Khalish. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Khalish by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Khalish' above.

Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Har Lafz Hai Nawishta-e-diwar Ki Tarah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.