Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Mateen

Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Mateen. Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پس دیوار بھی دیوار اٹھائے ہوئے ہیں

اقبال متین

پس دیوار بھی دیوار اٹھائے ہوئے ہیں

میرے ساتھی مرے لاشے کو چھپائے ہوئے ہیں

کس سے پوچھوں کہ مرے نام کی تختی ہے کہاں

میرے سینے میں تو ویرانے سمائے ہوئے ہیں

ان سے کہہ دو جو مکیں ہیں مرے گھر میں کہ مجھے

لوگ پھر بیچنے بازار میں لائے ہوئے ہیں

ظلمتیں ان کا اجارہ ہیں چلو یوں ہی سہی

ہم بھی لو دل کے چراغوں کی بڑھائے ہوئے ہیں

آسماں پر نہ ستارے نہ زمیں پر جگنو

کون پھر ماتھوں پہ کرنیں سی سجائے ہوئے ہیں

ہم تو پت جھڑ کی صدا ہیں ہمیں دیکھو نہ سنو

ہم کو سوچو کہ بہاروں کو سجائے ہوئے ہیں

ریت پر میں بھی گھروندا لیے بیٹھا ہوں متینؔ

وہ بھی ہر قطرۂ بارش میں سمائے ہوئے ہیں

اقبال متین

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain

Iqbal Mateen

pas-e-diwar bhi diwar uThae hue hain
mere sathi mere lashe ko chhupae hue hain

kis se puchhun ki mere nam ki taKHti hai kahan
mere sine mein to virane samae hue hain

un se kah do jo makin hain mere ghar mein ki mujhe
log phir bechne bazar mein lae hue hain

zulmaten un ka ijara hain chalo yun hi sahi
hum bhi lau dil ke charaghon ki baDhae hue hain

aasman par na sitare na zamin par jugnu
kaun phir mathon pe kirnen si sajae hue hain

hum to patjhaD ki sada hain hamein dekho na suno
hum ko socho ki bahaaron ko sajae hue hain

ret par main bhi gharaunda liye baiTha hun 'matin'
wo bhi har qatra-e-barish mein samae hue hain

(674) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain written by Iqbal Mateen at UrduPoint. Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Mateen. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Mateen by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Mateen' above.

Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pas-e-diwar Bhi Diwar UThae Hue Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.