Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain, Urdu Ghazal By Iqbal Umar

Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Iqbal Umar. Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اسی سبب سے تو ہم لوگ پیش و پس میں ہیں

اقبال عمر

اسی سبب سے تو ہم لوگ پیش و پس میں ہیں

اسی سے بیر بھی ہے اور اسی کے بس میں ہیں

قفس میں تھے تو گماں تھا کھلی فضاؤں کا

کھلی فضا میں یہ احساس ہم قفس میں ہیں

یہ اور بات کہ ہم فائدہ اٹھا نہ سکیں

کچھ ایسے لوگ ہماری بھی دسترس میں ہیں

ہر ایک شہر کی کایا پلٹ گئی لیکن

ہر ایک شہر میں باقی پرانی رسمیں ہیں

حقیقتوں سے نگاہیں ملائیے اقبالؔ

سنا ہے آپ تو چالیسویں برس میں ہیں

اقبال عمر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain

Iqbal Umar

isi sabab se to hum log pesh-o-pas mein hain
usi se bair bhi hai aur usi ke bas mein hain

qafas mein the to guman tha khuli fazaon ka
khuli faza mein ye ehsas hum qafas mein hain

ye aur baat ki hum faeda uTha na saken
kuchh aise log hamari bhi dastaras mein hain

har ek shahr ki kaya palaT gai lekin
har ek shahr mein baqi purani rasmen hain

haqiqaton se nigahen milaiye 'iqbaal'
suna hai aap to chaaliswen baras mein hain

(553) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain written by Iqbal Umar at UrduPoint. Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain is one of the masterpieces written by Iqbal Umar. You can also find the complete poetry collection of Iqbal Umar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Iqbal Umar' above.

Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain is a widely read Urdu Ghazal. If you like Isi Sabab Se To Hum Log Pesh-o-pas Mein Hain, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.