Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna, Urdu Ghazal By Ishaq Zafar

Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishaq Zafar. Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

ہے شہر الفت میں قدغنوں سے عجیب خوف و ہراس رہنا

اسحاق ظفر

ہے شہر الفت میں قدغنوں سے عجیب خوف و ہراس رہنا

خزاں کے آنے پہ یاس چھائے بہار ہو تو پر آس رہنا

کبھی کبھی کوئی بھیجتا ہے نظر میں چاہت کی پھول کلیاں

محبتوں کا نصیب ٹھہرا کبھی کبھی کا اداس رہنا

اگر یہ چاہو کہ زیست گزرے ہنسی خوشی کی پھوار میں ہی

بہت ضروری ہے اے ظفرؔ یہ ترا بھی موسم شناس رہنا

اسحاق ظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna

Ishaq Zafar

hai shahr-e-ulfat mein qadghanon se ajib KHauf-o-hiras rahna
KHizan ke aane pe yas chhae bahaar ho to pur-as rahna

kabhi kabhi koi bhejta hai nazar mein chahat ki phul kaliyan
mohabbaton ka nasib Thahra kabhi kabhi ka udas rahna

agar ye chaho ki zist guzre hansi KHushi ki phuwar mein hi
bahut zaruri hai ai 'zafar' ye tera bhi mausam-shanas rahna

(389) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna written by Ishaq Zafar at UrduPoint. Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna is one of the masterpieces written by Ishaq Zafar. You can also find the complete poetry collection of Ishaq Zafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishaq Zafar' above.

Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna is a widely read Urdu Ghazal. If you like Hai Shahr-e-ulfat Mein Qadghanon Se Ajib KHauf-o-hiras Rahna, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.