Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai, Urdu Ghazal By Ishq Aurangabadi

Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishq Aurangabadi. Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

بلا سے خلق ہو بے درد عشق کیا غم ہے

عشق اورنگ آبادی

بلا سے خلق ہو بے درد عشق کیا غم ہے

جراحت دل محزوں کا درد مرہم ہے

جہاں میں غم سے کوئی عشرت کدہ نہیں خالی

ہے شمع بزم میں گریاں چمن میں شبنم ہے

ہوں آب دیدہ میں نرگس پہ دیکھ کر شبنم

کہ آہ چشم کی صورت بھی اشک سے نم ہے

رکھے ہے لطف شبستان بزم منعم لیک

سواد شام غریباں کا اور عالم ہے

گلوں کا چاک گریباں ہیں بلبلیں نالاں

چمن میں عشقؔ خدا جانے کس کا ماتم ہے

عشق اورنگ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai

Ishq Aurangabadi

bala se KHalq ho be-dard ishq kya gham hai
jarahat-e-dil-e-mahzun ka dard marham hai

jahan mein gham se kui ishrat-kada nahin KHali
hai shama bazm mein giryan chaman mein shabnam hai

hun aab-dida main nargis pe dekh kar shabnam
ki aah chashm ki surat bhi ashk se nam hai

rakhe hai lutf shabistan-e-bazm-e-munim lek
swad-e-sham-e-ghariban ka aur aalam hai

gulon ka chaak gareban hain bulbulen nalan
chaman mein 'ishq' KHuda jaane kis ka matam hai

(383) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai written by Ishq Aurangabadi at UrduPoint. Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai is one of the masterpieces written by Ishq Aurangabadi. You can also find the complete poetry collection of Ishq Aurangabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishq Aurangabadi' above.

Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Bala Se KHalq Ho Be-dard Ishq Kya Gham Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.