Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah, Urdu Ghazal By Ishrat Zafar

Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Ishrat Zafar. Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زمیں غبار سمندر سحاب اپنی جگہ

عشرت ظفر

زمیں غبار سمندر سحاب اپنی جگہ

مگر میں اور مرا اضطراب اپنی جگہ

ہوا کی زد میں ہے ہر چیز خار و خس کی طرح

کہو پڑے رہیں چپ چاپ خواب اپنی جگہ

اگرچہ بکھری ہے راکھ اس کی میرے چاروں طرف

وہ لمحہ اب بھی ہے اپنا جواب اپنی جگہ

مرے عقب میں ہے آوازۂ نمو کی گونج

ہے دشت جاں کا سفر کامیاب اپنی جگہ

زباں کو دیتا ہے احساس تشنگی سے نجات

وہ ذائقہ ہے سکوت سراب اپنی جگہ

نہ جانے ہوگا کہاں خیمۂ بدن عشرتؔ

کہ چھوڑنے کو ہے ہر اک طناب اپنی جگہ

عشرت ظفر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah

Ishrat Zafar

zamin ghubar samundar sahab apni jagah
magar main aur mera iztirab apni jagah

hawa ki zad mein hai har chiz KHar-o-KHas ki tarah
kaho paDe rahen chup-chap KHwab apni jagah

agarche bikhri hai rakh us ki mere chaaron taraf
wo lamha ab bhi hai apna jawab apni jagah

mere aqab mein hai aawaza-e-numu ki gunj
hai dasht-e-jaan ka safar kaamyab apni jagah

zaban ko deta hai ehsas-e-tishnagi se najat
wo zaiqa hai sukut-e-sarab apni jagah

na jaane hoga kahan KHema-e-badan 'ishrat'
ki chhoDne ko hai har ek tanab apni jagah

(503) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah written by Ishrat Zafar at UrduPoint. Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah is one of the masterpieces written by Ishrat Zafar. You can also find the complete poetry collection of Ishrat Zafar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Ishrat Zafar' above.

Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zamin Ghubar Samundar Sahab Apni Jagah, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.