Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota, Urdu Ghazal By Jagan Nath Azad

Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jagan Nath Azad. Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جلوہ ترا اس طرح سے ناکام نہ ہوتا

جگن ناتھ آزاد

جلوہ ترا اس طرح سے ناکام نہ ہوتا

ہم طور پہ ہوتے تو یہ انجام نہ ہوتا

سنتا میں کہاں واعظ ناداں کی نصیحت

گر وعظ و نصیحت میں ترا نام نہ ہوتا

غنچے کی چٹک دل کی تہوں میں نہ اترتی

اس میں جو نہفتہ ترا پیغام نہ ہوتا

یہ رزق کی ہے کور نگاہی کی نہیں بات

دانہ بھی نہ ہوتا جو کہیں دام نہ ہوتا

کٹتا بھلا کیونکر شب فرقت کا اندھیرا

پلکوں پہ چراغاں جو سر شام نہ ہوتا

آزادؔ نشیمن سے قفس میں جو نہ آتے

اس وقت جو حاصل ہے وہ آرام نہ ہوتا

جگن ناتھ آزاد

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota

Jagan Nath Azad

jalwa tera is tarah se nakaam na hota
hum tur pe hote to ye anjam na hota

sunta main kahan waiz-e-nadan ki nasihat
gar waz-o-nasihat mein tera nam na hota

ghunche ki chaTak dil ki tahon mein na utarti
is mein jo nahufta tera paigham na hota

ye rizq ki hai kor-nigahi ki nahin baat
dana bhi na hota jo kahin dam na hota

kaTta bhala kyunkar shab-e-furqat ka andhera
palkon pe charaghan jo sar-e-sham na hota

'azad' nasheman se qafas mein jo na aate
is waqt jo hasil hai wo aaram na hota

(508) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota written by Jagan Nath Azad at UrduPoint. Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota is one of the masterpieces written by Jagan Nath Azad. You can also find the complete poetry collection of Jagan Nath Azad by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jagan Nath Azad' above.

Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jalwa Tera Is Tarah Se Nakaam Na Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.