Jab Tasawwur Tera Nahin Hota, Urdu Ghazal By Jagjeewan Lal Asthana Sahar

Jab Tasawwur Tera Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jagjeewan Lal Asthana Sahar. Jab Tasawwur Tera Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jab Tasawwur Tera Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جب تصور ترا نہیں ہوتا

جگجیون لال آستھانہ سحر

جب تصور ترا نہیں ہوتا

زندگی میں مزہ نہیں ہوتا

درد دل کا چھپائے رکھنے کو

مسکرانا برا نہیں ہوتا

زندگی ہو کے رہ گئی بوجھل

اب کوئی حادثہ نہیں ہوتا

شعر لکھتا ہوں خون سے پھر بھی

درد کا حق ادا نہیں ہوتا

عمر گزری ہمیں سفر کرتے

فاصلہ کم ذرا نہیں ہوتا

یاد ماضی سے کیوں الجھتے ہو

اس سے کچھ فائدہ نہیں ہوتا

زندگی بوجھ بن گئی جب سے

خوف غم کا ذرا نہیں ہوتا

اے سحرؔ آئی یہ سحر کیسی

کہ اجالا ذرا نہیں ہوتا

جگجیون لال آستھانہ سحر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jab Tasawwur Tera Nahin Hota

Jagjeewan Lal Asthana Sahar

jab tasawwur tera nahin hota
zindagi mein maza nahin hota

dard dil ka chhupae rakhne ko
muskurana bura nahin hota

zindagi ho ke rah gai bojhal
ab koi hadsa nahin hota

sher likhta hun KHun se phir bhi
dard ka haq ada nahin hota

umr guzri hamein safar karte
fasla kam zara nahin hota

yaad-e-mazi se kyon ulajhte ho
is se kuchh faeda nahin hota

zindagi bojh ban gai jab se
KHauf gham ka zara nahin hota

ai 'sahar' aai ye sahar kaisi
ki ujala zara nahin hota

(630) ووٹ وصول ہوئے

You can read Jab Tasawwur Tera Nahin Hota written by Jagjeewan Lal Asthana Sahar at UrduPoint. Jab Tasawwur Tera Nahin Hota is one of the masterpieces written by Jagjeewan Lal Asthana Sahar. You can also find the complete poetry collection of Jagjeewan Lal Asthana Sahar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jagjeewan Lal Asthana Sahar' above.

Jab Tasawwur Tera Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jab Tasawwur Tera Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.