Main Agar Dil Jala Nahin Hota, Urdu Ghazal By Jagjit Kafir

Main Agar Dil Jala Nahin Hota is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jagjit Kafir. Main Agar Dil Jala Nahin Hota comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main Agar Dil Jala Nahin Hota on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں اگر دل جلا نہیں ہوتا

جگجیت کافر

میں اگر دل جلا نہیں ہوتا

شعر کوئی کہا نہیں ہوتا

عظمت عشق ہے کہ جھکتا ہوں

کوئی پیکر خدا نہیں ہوتا

بانس کے شہر میں بسے لوگو

ہر شجر کھوکھلا نہیں ہوتا

بس وحی رات دن کی گردش ہے

اور کچھ بھی نیا نہیں ہوتا

راس آنے لگی ہے فرقت بھی

ان دنوں غم زدہ نہیں ہوتا

اپنی وحشت سے خوف کھاتا ہوں

ضبط ہر مرتبہ نہیں ہوتا

ایک ساگر چھپا ہے آنکھو میں

صرف آنسو چھپا نہیں ہوتا

مسئلہ زندگی کا ہے کافرؔ

موت میں کچھ برا نہیں ہوتا

جگجیت کافر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main Agar Dil Jala Nahin Hota

Jagjit Kafir

main agar dil jala nahin hota
sher koi kaha nahin hota

azmat-e-ishq hai ki jhukta hun
koi paikar KHuda nahin hota

bans ke shahar mein base logo
har shajar khokhla nahin hota

bas wahi raat din ki gardish hai
aur kuchh bhi naya nahin hota

ras aane lagi hai furqat bhi
in dinon gham-zada nahin hota

apni wahshat se KHauf khata hun
zabt har martaba nahin hota

ek sagar chhupa hai aankho mein
sirf aansu chhupa nahin hota

masala zindagi ka hai 'kafir'
maut mein kuchh bura nahin hota

(620) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main Agar Dil Jala Nahin Hota written by Jagjit Kafir at UrduPoint. Main Agar Dil Jala Nahin Hota is one of the masterpieces written by Jagjit Kafir. You can also find the complete poetry collection of Jagjit Kafir by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jagjit Kafir' above.

Main Agar Dil Jala Nahin Hota is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main Agar Dil Jala Nahin Hota, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.