Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai, Urdu Ghazal By Jaleel Allahabadi

Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jaleel Allahabadi. Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

مجھے تم سے محبت ہو گئی ہے

جلیل الہ آبادی

مجھے تم سے محبت ہو گئی ہے

غم دنیا سے فرصت ہو گئی ہے

ہمارا کام ہے موتی لٹانا

ہمیں رونے کی عادت ہو گئی ہے

جہاں میں قدر و قیمت میرے غم کی

ترے غم کی بدولت ہو گئی ہے

دل شاعر کے نغمات حسیں سے

ترے جلووں کی شہرت ہو گئی ہے

کہاں ہیں مصر کے بازار والے

دلوں کی نصف قیمت ہو گئی ہے

نکلتے ہیں مرے احباب بچ کر

محبت بھی سیاست ہو گئی ہے

جلیلؔ اب دل نہیں ملتا کسی سے

عجیب اپنی طبیعت ہو گئی ہے

جلیل الہ آبادی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai

Jaleel Allahabadi

mujhe tum se mohabbat ho gai hai
gham-e-duniya se fursat ho gai hai

hamara kaam hai moti luTana
hamein rone ki aadat ho gai hai

jahan mein qadr-o-qimat mere gham ki
tere gham ki badaulat ho gai hai

dil-e-shair ke naghmat hasin se
tere jalwon ki shohrat ho gai hai

kahan hain misr ke bazar wale
dilon ki nisf qimat ho gai hai

nikalte hain mere ahbab bach kar
mohabbat bhi siyasat ho gai hai

'jalil' ab dil nahin milta kisi se
ajib apni tabiat ho gai hai

(899) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai written by Jaleel Allahabadi at UrduPoint. Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai is one of the masterpieces written by Jaleel Allahabadi. You can also find the complete poetry collection of Jaleel Allahabadi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jaleel Allahabadi' above.

Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Mujhe Tum Se Mohabbat Ho Gai Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.