Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath, Urdu Ghazal By Jalil Aali

Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jalil Aali. Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

زندگی زندہ ہے لیکن کسی دم ساز کے ساتھ

جلیل عالی

زندگی زندہ ہے لیکن کسی دم ساز کے ساتھ

ورنہ یوں جیسے کبوتر کوئی شہباز کے ساتھ

بجلیاں ساتھ لیے زہر بھرے لمحوں کی

وقت چلتا ہے زمانے میں کس انداز کے ساتھ

آسماں جانے کہاں لے کے چلا ہے مجھ کو

اوپر اٹھتا ہے برابر مری پرواز کے ساتھ

آج تنہا ہوں تو کیا، دیکھتا رہنا کل تک

اور آوازیں بھی ہوں گی مری آواز کے ساتھ

ایک آغاز ابھرتا ہے ہر انجام کے بعد

ایک انجام بھی پلتا ہے ہر آغاز کے ساتھ

ایک لمحہ کہ گراں ہے مجھے تنہائی میں

ایک دنیا کہ جواں ہے مرے ہم راز کے ساتھ

جلیل عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath

Jalil Aali

zindagi zinda hai lekin kisi dam-saz ke sath
warna yun jaise kabutar koi shahbaz ke sath

bijliyan sath liye zahr bhare lamhon ki
waqt chalta hai zamane mein kis andaz ke sath

aasman jaane kahan le ke chala hai mujh ko
upar uThta hai barabar meri parwaz ke sath

aaj tanha hun to kya, dekhta rahna kal tak
aur aawazen bhi hongi meri aawaz ke sath

ek aaghaz ubharta hai har anjam ke baad
ek anjam bhi palta hai har aaghaz ke sath

ek lamha ki garan hai mujhe tanhai mein
ek duniya ki jawan hai mere hamraaz ke sath

(641) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath written by Jalil Aali at UrduPoint. Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath is one of the masterpieces written by Jalil Aali. You can also find the complete poetry collection of Jalil Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jalil Aali' above.

Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath is a widely read Urdu Ghazal. If you like Zindagi Zinda Hai Lekin Kisi Dam-saz Ke Sath, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.