Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada, Urdu Ghazal By Jamal Owaisi

Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jamal Owaisi. Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

پہلے کی بہ نسبت ہے مجھے کام زیادہ

جمال اویسی

پہلے کی بہ نسبت ہے مجھے کام زیادہ

دل کو ہے مگر خواہش آرام زیادہ

ناکام رہی شاعری جن پیش رؤں کی

دیتے ہیں عزیزوں کو وہ پیغام زیادہ

کم کوش تھے کج اپنی کلہ رکھ نہیں پائے

باغی نہ بنے اور ہوئے بدنام زیادہ

کچھ ہارے ہوئے بیٹھ کے اب سوچ رہے ہیں

آغاز کیا کم ہوا انجام زیادہ

دنیا سے توقع نہیں کچھ داد و ستد کی

خوباں کو سدا دیتی ہے دشنام زیادہ

جمال اویسی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada

Jamal Owaisi

pahle ki ba-nisbat hai mujhe kaam ziyaada
dil ko hai magar KHwahish-e-aram ziyaada

nakaam rahi shaeri jin pesh-rawon ki
dete hain azizon ko wo paigham ziyaada

kam-kosh the kaj apni kulah rakh nahin pae
baghi na bane aur hue badnam ziyaada

kuchh haare hue baiTh ke ab soch rahe hain
aaghaz kya kam hua anjam ziyaada

duniya se tawaqqoa nahin kuchh dad-o-sitad ki
KHuban ko sada deti hai dushnam ziyaada

(633) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada written by Jamal Owaisi at UrduPoint. Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada is one of the masterpieces written by Jamal Owaisi. You can also find the complete poetry collection of Jamal Owaisi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jamal Owaisi' above.

Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada is a widely read Urdu Ghazal. If you like Pahle Ki Ba-nisbat Hai Mujhe Kaam Ziyaada, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.