Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne, Urdu Ghazal By Jameela Khatoon Tasneem

Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameela Khatoon Tasneem. Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

نظر ملا کے نظر سے گرا دیا تم نے

جمیلہ خاتون تسنیم

نظر ملا کے نظر سے گرا دیا تم نے

مجھے بتاؤ خدارا یہ کیا کیا تم نے

مجھی پہ وار کیا اور مجھی کو بھول گئے

مری وفا کا یہ اچھا صلہ دیا تم نے

نہ اپنے طرز ستم پر نگاہ کی تم نے

ہماری بات کو اتنا بڑھا دیا تم نے

تم آ کے کیا متبسم ہوئے لحد پر مری

چراغ گور غریباں جلا دیا تم نے

ہمیں تو ہوش نہیں تم کو علم ہوگا ضرور

کہ کس قصور پہ دل سے بھلا دیا تم نے

کسی کے جور کا تسنیمؔ یہ فسانہ ہے

کہ جس کو نظم بنا کر سنا دیا تم نے

جمیلہ خاتون تسنیم

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne

Jameela Khatoon Tasneem

nazar mila ke nazar se gira diya tum ne
mujhe batao KHudara ye kya kya tum ne

mujhi pe war kiya aur mujhi ko bhul gae
meri wafa ka ye achchha sila diya tum ne

na apne tarz-e-sitam par nigah ki tum ne
hamari baat ko itna baDha diya tum ne

tum aa ke kya mutabassim hue lahad par meri
charagh-e-gor-e-ghariban jala diya tum ne

hamein to hosh nahin tum ko ilm hoga zarur
ki kis qusur pe dil se bhula diya tum ne

kisi ke jaur ka 'tasnim' ye fasana hai
ki jis ko nazm bana kar suna diya tum ne

(417) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne written by Jameela Khatoon Tasneem at UrduPoint. Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne is one of the masterpieces written by Jameela Khatoon Tasneem. You can also find the complete poetry collection of Jameela Khatoon Tasneem by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameela Khatoon Tasneem' above.

Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne is a widely read Urdu Ghazal. If you like Nazar Mila Ke Nazar Se Gira Diya Tumne, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.