Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane, Urdu Ghazal By Jameeluddin Aali

Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Aali. Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اب یہ کیفیت دل ہے کہ چھپائے نہ بنے

جمیل الدین عالی

اب یہ کیفیت دل ہے کہ چھپائے نہ بنے

اور جو وہ پوچھیں کہ کیا ہے تو بتائے نہ بنے

تم کو آزردگیٔ دل کا مزا کیا معلوم

کاش تم سے بھی کوئی کام بنائے نہ بنے

تو نے کیوں ان کو غم زیست دیا ہے یا رب

جن سے اک رنج محبت بھی اٹھائے نہ بنے

ہائے کیا پاس محبت ہے کہ تنہائی میں بھی

اشک آنکھوں میں رہے اور بہائے نہ بنے

ہم نشیں پوچھ نہ اس بزم کی رسمیں کہ جہاں

مجھ سے وحشی کو بھی بن ہوش میں آئے نہ بنے

وقت کی چارہ گری یوں تو مسلم ہے مگر

زخم بھی وہ ہے کہ تا عمر دبائے نہ بنے

یہ بھی اک رسم تماشا ہے وہاں اے عالیؔ

دیکھتے رہیے مگر آنکھ اٹھائے نہ بنے

جمیل الدین عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane

Jameeluddin Aali

ab ye kaifiyyat-e-dil hai ki chhupae na bane
aur jo wo puchhen ki kya hai to batae na bane

tum ko aazurdagi-e-dil ka maza kya malum
kash tum se bhi koi kaam banae na bane

tu ne kyun un ko gham-e-zist diya hai yarab
jin se ek ranj-e-mohabbat bhi uThae na bane

hae kya pas-e-mohabbat hai ki tanhai mein bhi
ashk aankhon mein rahe aur bahae na bane

ham-nashin puchh na is bazm ki rasmen ki jahan
mujh se wahshi ko bhi bin hosh mein aae na bane

waqt ki chaaragari yun to musallam hai magar
zaKHm bhi wo hai ki ta-umr dabae na bane

ye bhi ek rasm-e-tamasha hai wahan ai 'ali'
dekhte rahiye magar aankh uThae na bane

(382) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane written by Jameeluddin Aali at UrduPoint. Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane is one of the masterpieces written by Jameeluddin Aali. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Aali' above.

Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane is a widely read Urdu Ghazal. If you like Ab Ye Kaifiyyat-e-dil Hai Ki Chhupae Na Bane, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.