Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe, Urdu Ghazal By Jameeluddin Aali

Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jameeluddin Aali. Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

عمر بھر کا یاد ہے بس ایک افسانہ مجھے

جمیل الدین عالی

عمر بھر کا یاد ہے بس ایک افسانہ مجھے

میں نے پہچانا جسے اس نے نہ پہچانا مجھے

انجمن کی انجمن مجھ سے مخاطب ہو گئی

آپ نے دیکھا تھا شاید بے نیازانہ مجھے

پہلے دیوانہ کہا کرتے تھے لیکن آج کل

لوگ کہتے ہیں سراپا تیرا افسانہ مجھے

گاہے گاہے ذکر کر لینے سے کیا یاد آئے گا

یاد ہی رکھنا مجھے یا بھول ہی جانا مجھے

خواب ہی دیکھا ہے لیکن ہائے کس لذت کا خواب

وہ مرے گھر تیرا آنا اور بہلانا مجھے

جمیل الدین عالی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe

Jameeluddin Aali

umr-bhar ka yaad hai bas ek afsana mujhe
main ne pahchana jise us ne na pahchana mujhe

anjuman ki anjuman mujh se muKHatab ho gai
aap ne dekha tha shayad be-niyazana mujhe

pahle diwana kaha karte the lekin aaj-kal
log kahte hain sarapa tera afsana mujhe

gahe gahe zikr kar lene se kya yaad aaega
yaad hi rakhna mujhe ya bhul hi jaana mujhe

KHwab hi dekha hai lekin hae kis lazzat ka KHwab
wo mere ghar tera aana aur bahlana mujhe

(660) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe written by Jameeluddin Aali at UrduPoint. Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe is one of the masterpieces written by Jameeluddin Aali. You can also find the complete poetry collection of Jameeluddin Aali by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jameeluddin Aali' above.

Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe is a widely read Urdu Ghazal. If you like Umr-bhar Ka Yaad Hai Bas Ek Afsana Mujhe, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.