Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi, Urdu Ghazal By Jauhar Abbas

Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Abbas. Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جان سخن بھی مدعائے روح بھی

جوہر عباس

جان سخن بھی مدعائے روح بھی

وہ شخص ہے مداح بھی ممدوح بھی

ذوق تمنا سے ترے سرشار دل

تیر تغافل سے مگر مجروح بھی

دل کو اذیت دے کے یوں سرکش نہ ہو

طوفاں نہ لے آئے کہیں یہ نوح بھی

اندھیر ہے مال غنیمت جان کر

لوٹی گئی ہے عصمت مفتوح بھی

کس خانماں برباد میں پھونکا ہمیں

یہ سوچتی ہوگی ہماری روح بھی

جوہر عباس

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi

Jauhar Abbas

jaan-e-suKHan bhi muddaa-e-ruh bhi
wo shaKHs hai maddah bhi mamduh bhi

zauq-e-tamanna se tere sarshaar dil
tir-e-taghaful se magar majruh bhi

dil ko aziyyat de ke yun sarkash na ho
tufan na le aae kahin ye nuh bhi

andher hai mal-e-ghanimat jaan kar
luTi gai hai ismat-e-maftuh bhi

kis KHanaman-barbaad mein phunka hamein
ye sochti hogi hamari ruh bhi

(476) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi written by Jauhar Abbas at UrduPoint. Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi is one of the masterpieces written by Jauhar Abbas. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Abbas by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Abbas' above.

Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jaan-e-suKHan Bhi Muddaa-e-ruh Bhi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.