Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha, Urdu Ghazal By Jauhar Timmapuri

Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Timmapuri. Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

اس کا آنا تو خواب جیسا تھا

جوہر تماپوری

اس کا آنا تو خواب جیسا تھا

اس کا جانا عذاب جیسا تھا

شب کی تنہائیوں کے صحرا میں

ایک سپنا سراب جیسا تھا

ان گناہوں کی یاد آتی ہے

جن کا کرنا ثواب جیسا تھا

میری آنکھیں ہی پڑھ نہیں پائیں

اس کا چہرہ کتاب جیسا تھا

اس کو چھونے سے جل گئیں آنکھیں

دور سے جو گلاب جیسا تھا

کس کو بتلاؤں مدعا جوہرؔ

حال سب کا خراب جیسا تھا

جوہر تماپوری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha

Jauhar Timmapuri

us ka aana to KHwab jaisa tha
us ka jaana azab jaisa tha

shab ki tanhaiyon ke sahra mein
ek sapna sarab jaisa tha

un gunahon ki yaad aati hai
jin ka karna sawab jaisa tha

meri aankhen hi paDh nahin pain
us ka chehra kitab jaisa tha

us ko chhune se jal gain aankhen
dur se jo gulab jaisa tha

kis ko batlaun muddaa 'jauhar'
haal sab ka KHarab jaisa tha

(539) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha written by Jauhar Timmapuri at UrduPoint. Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha is one of the masterpieces written by Jauhar Timmapuri. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Timmapuri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Timmapuri' above.

Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Us Ka Aana To KHwab Jaisa Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.