Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein, Urdu Ghazal By Jauhar Zahiri

Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Zahiri. Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

صبر و سکوں کہاں ہے ترے انتظار میں

جوہر زاہری

صبر و سکوں کہاں ہے ترے انتظار میں

دل اختیار میں نہ نظر اختیار میں

فرقت کی بات تک بھی گوارہ نہ تھی جسے

تارے وہ گن رہا ہے شب انتظار میں

اللہ رے یہ بادۂ رنگیں کی شوخیاں

زاہد کو پینی پڑ گئی اب کی بہار میں

یاد جمال دوست کے قربان جائیے

تسکین پا رہا ہوں دل بے قرار میں

جب تم ہو میرے پاس خزاں بھی بہار ہے

تم ہی نہیں تو کیسے لگے دل بہار میں

جوہرؔ وہ آج آئے ہیں تھامے ہوئے جگر

کتنا اثر ہے نالۂ بے اختیار میں

جوہر زاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein

Jauhar Zahiri

sabr-o-sukun kahan hai tere intizar mein
dil iKHtiyar mein na nazar iKHtiyar mein

furqat ki baat tak bhi gawara na thi jise
tare wo gin raha hai shab-e-intizar mein

allah re ye baada-e-rangin ki shoKHiyan
zahid ko pini paD gai ab ki bahaar mein

yaad-e-jamal-e-dost ke qurban jaiye
taskin pa raha hun dil-e-be-qarar mein

jab tum ho mere pas KHizan bhi bahaar hai
tum hi nahin to kaise lage dil bahaar mein

'jauhar' wo aaj aae hain thame hue jigar
kitna asar hai nala-e-be-iKHtiyar mein

(377) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein written by Jauhar Zahiri at UrduPoint. Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein is one of the masterpieces written by Jauhar Zahiri. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Zahiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Zahiri' above.

Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein is a widely read Urdu Ghazal. If you like Sabr-o-sukun Kahan Hai Tere Intizar Mein, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.