Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai, Urdu Ghazal By Jauhar Zahiri

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Jauhar Zahiri. Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

کچھ ایسی کیفیت سے ساقیٔ مستانہ آتا ہے

جوہر زاہری

کچھ ایسی کیفیت سے ساقیٔ مستانہ آتا ہے

کہ جیسے رنگ چھلکاتا ہوا پیمانہ آتا ہے

کچھ ایسے بھی ہیں جو محفل میں تشنہ کام رہتے ہیں

نگاہ لطف ہٹتی ہے اگر پیمانہ آتا ہے

یہ کس کی شکل آنکھیں بند کرتے ہی نظر آئی

یہ کس کا نام لب پر خود پئے افسانہ آتا ہے

اسے ہم بھول جائیں ہم نے چاہا ہے بہت لیکن

خیال آتا ہے اکثر اور بیباکانہ آتا ہے

مجھے اس بے خودی پر بھی دل مرحوم اے جوہرؔ

بہت یاد آتا ہے جب دور میں پیمانہ آتا ہے

جوہر زاہری

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai

Jauhar Zahiri

kuchh aisi kaifiyat se saqi-e-mastana aata hai
ki jaise rang chhalkata hua paimana aata hai

kuchh aise bhi hain jo mahfil mein tishna-kaam rahte hain
nigah-e-lutf haTti hai agar paimana aata hai

ye kis ki shakl aankhen band karte hi nazar aai
ye kis ka nam lab par KHud paye afsana aata hai

use hum bhul jaen hum ne chaha hai bahut lekin
KHayal aata hai akasr aur bebakana aata hai

mujhe is be-KHudi par bhi dil-e-marhum ai 'jauhar'
bahut yaad aata hai jab daur mein paimana aata hai

(402) ووٹ وصول ہوئے

You can read Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai written by Jauhar Zahiri at UrduPoint. Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai is one of the masterpieces written by Jauhar Zahiri. You can also find the complete poetry collection of Jauhar Zahiri by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Jauhar Zahiri' above.

Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Kuchh Aisi Kaifiyat Se Saqi-e-mastana Aata Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.