Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai, Urdu Ghazal By Javed Akhtar Bedi

Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Akhtar Bedi. Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو دہر کی نظر میں خداوند ہوش ہے

جاوید اختر بیدی

جو دہر کی نظر میں خداوند ہوش ہے

اس انتہائے ظلم پہ وہ بھی خموش ہے

صحرا کی منزلوں سے پرے ہے وہ لالہ زار

پردے میں جس کی رت کے کوئی مے فروش ہے

تہذیب استوار کی خواہش کی راہ میں

نام دگر حیات کا جوش و خروش ہے

کل تو سنے گا ظلم سے میرا مکالمہ

اپنا جہان آج ہی محتاج گوش ہے

انساں پکارتا ہے کوئی انقلاب آئے

پتھر کی بات اور ہے پتھر خموش ہے

جاوید اختر بیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai

Javed Akhtar Bedi

jo dahr ki nazar mein KHudawand-e-hosh hai
is intiha-e-zulm pe wo bhi KHamosh hai

sahra ki manzilon se pare hai wo lala-zar
parde mein jis ki rut ke koi mai-farosh hai

tahzib ustuwar ki KHwahish ki rah mein
nam-e-digar hayat ka josh-o-KHarosh hai

kal tu sunega zulm se mera mukalima
apna jahan aaj hi muhtaj-e-gosh hai

insan pukarta hai koi inqalab aae
patthar ki baat aur hai patthar KHamosh hai

(429) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai written by Javed Akhtar Bedi at UrduPoint. Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai is one of the masterpieces written by Javed Akhtar Bedi. You can also find the complete poetry collection of Javed Akhtar Bedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Akhtar Bedi' above.

Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Dahr Ki Nazar Mein KHudawand-e-hosh Hai, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.