Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho, Urdu Ghazal By Javed Akhtar Bedi

Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Akhtar Bedi. Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

درد بھی گنتے رہو اور خواب بھی گنتے رہو

جاوید اختر بیدی

درد بھی گنتے رہو اور خواب بھی گنتے رہو

کتنا اچھا کام ہے لیکن اکیلے مت کرو

میں نے اس کی روشنی میں جس قدر نظمیں کہیں

ان کو دیواروں پہ لکھنا ہے مرا تم ساتھ دو

عمر کے یہ سال بھی آخر گزر ہی جائیں گے

چاند وعدے کی طرف تکتے رہو اور خوش رہو

رزق کی مچھلی کی خاطر قتل کر دیتے ہیں لوگ

ہو سکے تو اپنا سب کچھ دوسروں میں بانٹ دو

اب تھے اس کے پاس بیدیؔ پیش اس نے کر دئے

آرزو انجام تک پہنچی میاں جیتے رہو

جاوید اختر بیدی

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho

Javed Akhtar Bedi

dard bhi ginte raho aur KHwab bhi ginte raho
kitna achchha kaam hai lekin akele mat karo

main ne us ki raushni mein jis qadar nazmen kahin
in ko diwaron pe likhna hai mera tum sath do

umr ke ye sal bhi aaKHir guzar hi jaenge
chand wade ki taraf takte raho aur KHush raho

rizq ki machhli ki KHatir qatl kar dete hain log
ho sake to apna sab kuchh dusron mein banT do

ab the is ke pas 'bedi' pesh us ne kar diye
aarzu anjam tak pahunchi miyan jite raho

(500) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho written by Javed Akhtar Bedi at UrduPoint. Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho is one of the masterpieces written by Javed Akhtar Bedi. You can also find the complete poetry collection of Javed Akhtar Bedi by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Akhtar Bedi' above.

Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho is a widely read Urdu Ghazal. If you like Dard Bhi Ginte Raho Aur KHwab Bhi Ginte Raho, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.