Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

جو نہ مل بیٹھا ہو پھر اس سے شکایت کیسی

جاوید منظر

جو نہ مل بیٹھا ہو پھر اس سے شکایت کیسی

میں اکیلا ہی چلا ہوں تو رفاقت کیسی

خود تو آئیں گے نہیں اور بلائیں گے ہمیں

دیکھیے آپ نے ڈالی یہ روایت کیسی

میں نے چاہا تو بہت ٹوٹ کے چاہا نہ گیا

یوں بھی ٹوٹی ہے کئی بار قیامت کیسی

تم نے جینے کا مجھے حوصلہ بخشا ہے تو پھر

مجھ سے رہتے ہو گریزاں یہ سیاست کیسی

جب بچھڑنا ہی محبت کا تقاضہ ٹھہرا

پھر نگاہوں میں مری جاں یہ ندامت کیسی

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi

Javed Manzar

jo na mil baiTha ho phir us se shikayat kaisi
main akela hi chala hun to rifaqat kaisi

KHud to aaenge nahin aur bulaenge hamein
dekhiye aap ne Dali ye riwayat kaisi

main ne chaha to bahut TuT ke chaha na gaya
yun bhi TuTi hai kai bar qayamat kaisi

tum ne jine ka mujhe hausla baKHsha hai to phir
mujh se rahte ho gurezan ye siyasat kaisi

jab bichhaDna hi mohabbat ka taqaza Thahra
phir nigahon mein meri jaan ye nadamat kaisi

(564) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi written by Javed Manzar at UrduPoint. Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi is a widely read Urdu Ghazal. If you like Jo Na Mil BaiTha Ho Phir Us Se Shikayat Kaisi, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.