Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha, Urdu Ghazal By Javed Manzar

Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha is a famous Urdu Ghazal written by a famous poet, Javed Manzar. Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha comes under the Love, Sad category of Urdu Ghazal. You can read Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha on this page of UrduPoint.

Urdu Poem English Poem

میں خوشامد کے سائبان میں تھا

جاوید منظر

میں خوشامد کے سائبان میں تھا

ایک نا آشنا امان میں تھا

وہ ہواؤں کے جال بنتا رہا

اور میں بھی کسی اڑان میں تھا

لفظ و معنی میں کیوں الجھتے ہو

یہ تو سوچو وہ کس کے دھیان میں تھا

تجھ سے بچھڑا مگر یقیں نہ کیا

یہ اگرچہ مرے گمان میں تھا

خوف دیوار و در میں پلتا رہا

میں وہ بے گھر تھا جو مکان میں تھا

ہم نشیں غم زدہ ہوئے منظرؔ

سوز ایسا ترے بیان میں تھا

جاوید منظر

© UrduPoint.com

All Rights Reserved

Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha

Javed Manzar

main KHushamad ke saeban mein tha
ek na-ashna aman mein tha

wo hawaon ke jal bunta raha
aur main bhi kisi uDan mein tha

lafz-o-mani mein kyon ulajhte ho
ye to socho wo kis ke dhyan mein tha

tujh se bachhDa magar yaqin na kiya
ye agarche mere guman mein tha

KHauf-e-diwar-o-dar mein palta raha
main wo be-ghar tha jo makan mein tha

ham-nashin gham-zada hue 'manzar'
soz aisa tere bayan mein tha

(615) ووٹ وصول ہوئے

Related Poetry

You can read Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha written by Javed Manzar at UrduPoint. Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha is one of the masterpieces written by Javed Manzar. You can also find the complete poetry collection of Javed Manzar by clicking on the button 'Read Complete Poetry Collection of Javed Manzar' above.

Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha is a widely read Urdu Ghazal. If you like Main KHushamad Ke Saeban Mein Tha, you will also like to read other famous Urdu Ghazal.

You can also read Love Poetry, If you want to read more poems. We hope you will like the vast collection of poetry at UrduPoint; remember to share it with others.